Hello Dosto
Aaj mai aapko advertising ke baare me btaunga. Aap advertising se kis tarh paise kama sakte hi, Isske lie aapko kya karna hoga, iska kya future hi, isski khasiyat kya hi, inn sari chijo ke baare me btaunga. Advertising karne ke bhut fayde hi, iss se aapko naam aur shauhrat hasil hoti hi. Iss se aap bhut popular ban jate hi. Iss se glamor ki dunia me kadam rakhne ka mauka milta hi.Advertising/Vigyapan se paise kaise kamaye
Vigyapan ya Advertising se brand image banti hi. Issme communication ka aaham roll hota hi. Aap kisi product ke baare me kis andaj se logo ko batate hi, yah important hi. Advertising aisa madhyam hi, jiske dwara kisi product ki jankari dene ke sath sath uska prachaar bhi kiya jata hi. Advertising ke jariye logo ko na kewal product ki visheshta btaee jati hi, balki isske message me istemaal ki jaroorat bhi btaee jati hi. Isski pehli jaroorat hi ki product ke lie usske sambhavit khridaar ki puri jankari ho. Sath hi vigyapan/Advertising se uska mindset bhi ready ho sake.Yah ek aisa communication hi, jiske jariye kisi product ki jankari logo ko di jati hi. Itna hi nahi jankari dene ke sath sath usska prachaar bhi kiya jata hi jisse logo tak apni baat pahuchai ja sake. Wahi customer uss product se prabhavit bhi ho. T.V. channel, News paper, Internet , Magzine, Radio, bill board vigyapan/advertising ko prasaarit karne ka pramukh madhyam hi.
Isse bhi padhe
Copy & Paste Jobs - Best Copy Paste Jobs kaise Dhoondhe
10 Online Data Entry Jobs from Home Without Investment in Hindi
Yogyata/Ability
Adhiktaar ads agency aupchaarik Manegement degree ya Mass Communication ki degree rakhne wale ko mauka deti hi. Aapki communication skills majboot honi chahiye. Aapko apni creativity alag alag tarike se istemaal karne ki kla bhi aani chahiye. Degree se jyada aapki creative righting jaroori hi. Iss se related course kayi institute aur university me chalaye jate hi.Isse bhi padhe
Vigyan Jagat ki 5 Nayi Khoj - Jo Aap Nahi Jante
SEO Kya Hi Ki Puri Jankari Hindi Me
Internet se 10000 se 15000 Rupay Mahina kaise kamaye
Training
Agar course karne ke baad aapka irada kisi company me naukri karne ka hi toh isske lie study karne ke dauraan ya baad me training ke lie intership jaroor kare. Isske lie student print electronic ya cyber me koshish kar sakte hi. Kai badi agencies me sabhi tarh ki advertising ek hi jagah hoti hi.Agar Kabhi kabhar company dekhti hi ki koi trani bhut hi talented hardworking ya creative hi toh usse sidhe job ka offer ussi company me mil jata hi. Agar aapne ek baar training ka anubhav le liya toh aap kahi aur bhi apni pasand ki kisi aur company me koshish kar sakte hi. Agar aapne training kafi mann se ki ho toh uss dauraan kafi kuch sikhne ko mil jata hi jis se aapko future me dificulties ka saamna nahi karna padega.
Khashiyat
T.V., News paper, Internet, Magzine, Radio jaise sanchaar madhyamo se prabhavi advertising ki jati hi. Agar aapko Glamor ki dunia pasand hi aur aap iss field me utarna chahte hi toh aap advertising jagat me carrier bana sakte hi. Iss field me glamor ke sath sath Dhan daulat aur shauhrat toh hi lekin kadam kadam par kafi chunautiya bhi hi. Aaj rojana nayi nayi ad agencies khul rahi hi. Sabhi ke pass apne ideas hi. Yahi karan hi ki iss field me kafi compitetion hi. Yaha par aapko har din aapko apni kabiliyat sabit karni hoti hi. Isslie aapko chunautiyo se ghbrane ki bajaye unka samna karna hoga.Weather of money blog ka ye post aap sab ko kaisa laga comment box me jaroor likhe. Agar aapka koi sawaal hi toh aap puch sakte hi.
EmoticonEmoticon