10 Online Data Entry Jobs from Home Without Investment in Hindi

Hello Dosto

Mi aaj aapko Data Entry jobs ke baare me batane ja rha hu ki aap kaise bina kuch invest kiye ghar baithe Online Data Entry jobs kar sakte hi aur acchi income Earn kar sakte hi.
issme koi shak nahi hi ki data entry job ek accha opportunity hi extra income earn karne ka. log online or offline data entry jobs par kam kar ke, 15000 se 40000 hajar tak earn kar sakte hi.

Aapka income depend karta hi ki aap kis tarh ka data entry job kar rhe ho jaise online or offline, aapki typing speed kitne hi, aap kitne der tak kam kar sakte hi aur aapki qualification kya hi.

Mi aapko unn saare data entry entry jobs ke baare me btaunga jinko aap ghar baithe bina kisi investment ke kar sakte hi.
 data entry



Types of Online Data Entry Jobs

Appko neeche likhe hue saare data entry jobs ke baare me padhna padega. Usske bad hi aap jan payenge ki konsa data entry job aap ke lie sahi rhega. Aap neeche likhe data entry me se kisi par bhi kam karna start kar sakte hi.

1. Captcha Entry Job

Captcha entry  ghar baithe kam karne ka sabse accha job hi. Iss data entry job ko karne ke lie aapko koi investment karne ki jaroorat nahi hi. Captcha entry se income thori kam hoti hi par ye bhut hi simple hi aur isse koi bhi kar sakta hi. Iss job ko karne ke lie koi qualification nahi chahiye.
captcha

Aap ko ek software diya jayega jis par aapko login karna hoga apne username aur password ke sath. Usske bad aap Captcha images ko type karna suru kar sakte hi. Aap 20000 se 30000 rupees har month earn kar sakte hi iss job se.
Read also: top 5 captcha entry jobs ki puri jankari

2. Copy and Paste jobs

Ye bhi bhut aasan kam hi. Issme aapko word ya excel file ka copy text material milta hi jisko aapko kisiaur  word ya excel file me paste karna hota hi. Yah bhut hi easy hi tabhi aapko thora careful rahne ki jaroorat hi. Aapke pas English ki acchi janakari honi chahiye iss job ko karne ke lie kyonki aapko likha hua padhna padega aur usse samajhna padega.
Read also: Copy & Paste Jobs - Best Copy Paste Jobs kaise Dhoondhe

3. Micro Jobs

Internet par bhut saari site hi janha par aap micro workers ke  rup me join karke kam kar sakte hi. Aapko different types ke data task ko karna hota hi. Micro jobs sabse jyada recommend kiya jata hi extra income kamane ke lie.
Micro job

Internet par 10 se bhi jyada sites hi janha par aapko micro jobs  provide kiya jata hi janha par aap join karke monthly 12,000 se adhik rupay earn kar sakte hi, sirf kuch simple task karke.

4. Survey Forms

Survey forms ko fill karna bhi ek tarh ka data entry job hi. Yanha par aapko alag-alag survey sites dwara provide kiye gaye forms ko fill karna hota hi.
Survey Forms

Aapko iss form ke madhyam se apna feedback dena hota hi kisi ek particular product ke baare me. Company aapki feedback ke mutabik product me changes karti hi.

Survey forms ko fill karke aap monthly 12,000 se 20,000 rupay tak earn kar sakte hi.

5. Basic Typing Job    

Typing  hi basic data entry hi. Issme aapko excel spreadsheet ya word document par typing ka kam diya jata hi. Aapko kisi bhi tarh ki special skill ki jaroorat nahi hi lekin aapko  30+ words per miniute typing speed ki jaroorat hi. Agar aapki typing speed kam hi toh aapko isko improve karna padega usske bad hi aap iss kam ko suru kar sakte hi.

Basic typing


6. Form Filling

Form filling data entry jobs common nahi hi par aap ise internet par dhondh sakte hi. Aapko yanha par simple forms ko diye gaye information ke hisab se fill karna hota hi. Kai baar aapko information nahi diya jayega aapko khud hi dhondh kar fill karne hoga. Isse bhi aap acchi income earn kar sakte hi.
Form filling

7.Image Convert into Text

Issme aapko image ko text me convert karna hoga. Yanha par aapko image diya jayega jisme text material rahta hi jisko aapko word document me likhna hota hi. Aasaan sabdo me kahe to aapko image file ko dekhna hi aur usse word document me likhna hi.


8. Medical Transcription

Yah sabse popular data entry job hi. yanha par aapko phone par sun kar likhna hota hi. Islie ye thora muskil data entry job hi baki data entry job ki tulna me. Aap sunne me acche hone chahiye aur wohi likhna chahiye jo aapne suna hi.
Medical Transcription

9. Formatting

Issme aapko word document ko format karna hota hi. Ye jitna aasaan lagta hi utna aasaan nahi hi. Aapke pas word document ki puri knowledge honi chahiye jaise - indentation, aligning etc. Isse bhi aap acchi income kar sakte hi.

10. Content Writting

Content writing baki saari data entry ki tulna me thora muskil hi. Yanha par aapko articals likhne padte hi aur publishers ko dena padta hi. Yanha par aapko typing skill se jyada writing ki jaroorat hi. Agar aap acche writer hi toh aap ek acchi income earn kar sakte hi.
Kitne log lakho rupay tak kama rhe hi apni writing skill ki madad se.
Content Writting

Aap sab ko mera a post kaise laga comment box me jaroor likhe. Aapka is post se related koi bhi question hi toh comment box me likh de. 

4 comments

Come and see how 1,000's of individuals like YOU are making a LIVING by staying home and are living their wildest dreams right NOW.
SUBSCRIBE NOW

Sir Main is kaam ko krna chahta hu mujhe koi asan site bta do please.

Thanks for sharing the information regarding the Data entry Work. Keep sharing More and more.Offline Data Entry work


EmoticonEmoticon