Youtube par Account kaise banaye aur Paise kaise Kamaye

Aaj hum janege ki Youtube par account kaise banate hi (How to create an Account on youtube). Aap sab ne bhi kabhi na kabhi youtube par video dekha hi hoga. Youtube par video dekhne ke lie account banane ki jaroorat nahi hoti. Youtube ek video sharing site hi janha se hum apne record kiye hue video ko share kar sakte hi. Youtube ko 2006 me launch kiya gya tha, launch hone ke kuch time baad hi google ne isse khareed liya. Ab youtube Google ke  under aati hi. Kya aapko pata hi hum youtube se paise bhi kama sakte hi, world me lakho log youtube par video upload kar paise kama rhe hi. Youtube par video upload karne ke lie aapka youtube par account bhi hona chahiye.



Youtube par Account kaise banaye

(how to create an Account on youtube)
YouTube par account registration


1.Firstly you will have to make a video 


(Aapko 3-4 miniute ka video banana hi)
Aapko sabse pehle apne mobile se 3-4 miniut ka video banana padega. Video khud ka hi banaye hua hona chahiye. KIsi film,movie,show,comedy ka copy right nahi hona chahiye.

Video aisa hona  chahiye jise aaj tak kisi ne Youtube par upload nahi kiya ho. Aap video kisi bhi topic par bna sakte hi. like- marketing, comedy, other.

Aapko apni video me koi song edit karne ki jaroorat nahi hi. Aap video ko apni voice me bhi record kar sakte hi.

Youtube Account kaise banaye

(How to create Youtube account)
Aapko youtube par account banane ke lie sirf sign karna hi. Agar aapke pass apni Gmail ID hi toh aap uss se hi youtube par sign in kar sakte hi. youtube Google ki service hi jisske wajh se aap apni Gmail ID se bhi sign in kar sakte hi. Aapko Google ki kisi bhi service me sign in karne ke lie account banane ki jaroorat nahi hi, account banane ke lie Gmail ID hi kafi hi.

2. Upload Video on Youtube

Youtube par login karne ke baad aapko apni video ko upload karna hi. Aap apni video ko mobile se bhi upload kar sakte hi. Aap youtube par kitne bhi youtube upload kar sakte hi.

3. Monetize Video

(1)Monetize kya hota hi? (What is Monetize?)
Monetize ek earning option hota hi jisko enable karke hum adsense se judte hi aur hamari earning hoti hi.

(2) Youtube Video ko Monetize kaise kare? (How to Monetize Youtube video)
Youtube video ko monetize karne ke baad hamara account Adsense se jud jata hi. Youtube video monetize hone ke baad hamaare video par ads show hone  lagta hi.


4. Hum apna payment kaise le sakte hi

(How to get paid?)
Aapne account bhi bna liya, video bhi upload kar diya, monetize bhi kar diya, ab question hi ki paise kaise milenge? Jab aapka earning $100 ho jayegi tab ye paise aap apne  bank account me bhej sakte hi. Aap apni earning ko apne adsense account me dekh sakte hi. Jisme aapko puree jankari milegi ki kitne logo ne video dekhi aor kitni earning hui .

Iss post se related aapke mann me koi bhi question ho toh app puch sakte hi, 30 Miniute ke andar aapko jawab mil jayega. Iss post ko share jaroor kare.

Read Also
Clixsense se 100$ Kaise Kamaye
Privacy Policy page kaise banaye
Internet se 10000 se 15000 Rupay Mahina kaise kamaye

Tags: Youtube par Account kaise banaye, Youtube par video upload kaise kare, youtube video monetize kaise kare, youtube se paise kaise kamaye, youtube account ko Adsense se kaise jode, blogger account ko adsense se kaise jode, youtube video se paise kamane ke 20 tarike, weatherofmoney, weather report, quotes, google adsense ke lie apply kaise kare.   


EmoticonEmoticon