Hello Dosto
Aaj mi aapko apne blog 'Weather of Money' par, Payza par account kaise banate aur paise kaise recive aur withraw karte hi isske baare me bataunga. Bhut se logo ko lagta hi ki paypal ke madhyam se hi paiso ko bank me withraw kar sakte hi. Lekin wo galat hi kyonki bhut se country me paypal allow nahi hi waha par log payza ka use karte hi. Payza bhi paypal ki tarh hi kaam karti hi. Hum jo bhi online kaam karte hi jaise PTC wo hume dollar me pay karti hi jise payza indian rupes me convert karke humare bank account me bhej deti hi. Bhut si country me paypal available nahi hota isiliye aaj hum ek new global payment processer Payza ke baare me padhenge ki payza par account kaise banaye aur paise kaise recive aur withraw kare.Payza par Account Kaise banaye
Neeche likhe steps ko follow kare- Sabse pehle aapko payza.com par jana hi.
- Signup par click kare.
- Apna desh (country) select kare.
- Aapko Personal or Business account me se kisi ek par click karna hi. Agar aapke pas company hi to Business nahi toh Personal.
- Appropriate button par click karne ke bad aapke saamne ek new window khulegi jisme aapko apna Name, E-mail address aur Password likhna hi. Jaisa ki neeche dikhaya gya hi.
Puri Detail fill karne ke bad GET STARTED button par click karde.
Payza account me Login karne ke bad email verification ka option dikhega uss par click karke apna email verifi kar le. Aapke email par ek message aayega jisme ek activation link hoga jispar click karne ke bad aapka email conform ho jayega. Isske bad aap payza ke dashboard par pahuch jayenge.
Dashbard par aapko Complete Profile Setup likha hua dikhega jispar aapko click karna hi. Phir aapke saamne popup window khulega jisme aapko GET STARTED par click karna hi
Isske bad vo work details ke baare me puchenge. Aapko btana hi ki aap kya kaam karte hi. Waha par bhut saare option honge jisme se aapko usse select karna hi jo kaam aap karte hi. Agar list me nahi mila toh aap other ke option par click kar sakte hi. Save details par click karde.
Phir aapse address, mobile number aur security details ke baare me puchha jayega. Aapko saari details fill kardeni hi usske bad SAVE & FINISH button par click karde.
Agar aapne sabkuch thik thik fill kiya hi to aapke pas ek message aayega, “ You have successfully setup your profile ”.
Ab aap apne Payza account se paise send aur recive kar sakte hi.
Read also:Clixsense se 100$ Kaise Kamaye?
Payza Account Details
Payza me login karne ke bad aapko top par 4 main chije dikhengi. Vo hi Send funds, Request Funds, Add Funds aur Withdraw funds.Send Funds
Agar aap kisi dussre payza user ko paise bhejna chahte hi to aapko iss option ka use karna chahiye. Aap jis payza user ko paise bhejna chahte hi usski email id aur amount jo aap usko bhejna chahte hi bas itni hi chijo ki jaroorat hoti hi paise send karne ke liye.Request Funds
Agar aap kisi dussre payza user se money ke lie request karna chahte hi to aapko iss link ka use karna chahiye. Aapko uss payza user ko apna email address aur amount batna hoga.Add Funds
Agar aap payza ka use karte hi kisi aur online service ko pay karne ke lie to aapke payza account me balance bhi hona chahiye Agar nahi hi toh aapko Add Funds ka optionuse karke apne account me balance dal lena chahiye.Withdraw Funds
Bhut saare Payza user apne earn kiye hue amount ko apne bank me dalna chate hi. Unko apne earn kiye hue amount ko apne bank me dalne ke lie withdraw Funds ke option ka use karna chahiye.Payza Account Me Fund Recive Kaise kare
Agar aap online kaam karte hi aur apna payment payza account par recive karna chahte hi to aapko apna payza email address uss site ko dena hoga jis site par aap kaam karte hi.
Mi Clixsense, neobux aur Trafficmoonsoon se payment recive karne ke lie payza account ka use karta hu.
Aapko jab bhi payment withdraw karne ka mann kare toh uss site ki cashout option par click kar de.
Payza se Bank Account me Money kaise Withdraw kare
Aapko payza se bank account me rupay Withdraw karne ke lie aapko apni bank account details ko payza me add karna hoga.Aapko left side bar par WALLET par click karna hi, Usske bad BANK ACCOUNT par click karna hi aur phir ADD BANK ACCOUNT par click karna hi. Jaise upper image me dikhaya gya hi.
Next page me aapko apne bank ki details ko daalne ki jaroorat hi.
Aapko waha par aapko do option dikhenge
1.Withdraw funds in local currency
2.Withdraw funds in EUR or GBP
Aapko Local currency choose karna hi. Usske bad Account type, First Name aur Last Name, Account Name aur IFSC Code likhna hi. Aapko NEXT button par click karna hi, usske bad next screen par apni information ko verify karna hi. Agar aapko sab kuch thik lage toh ADD BANK ACCOUNT button par click kar de. Aapko message milega ki aapka bank account successfully add ho gya hi.
Ab aap apne Payza account balance ko apne bank account se withdraw kar sakte hi. Sirf WITHDRAW FUNDS ke option par click karke aap payza account balance ko withdraw kar sakte hi.
Agle page par aapko withdraw your balance ka option dikhega jisme aapko BANK TRANSFER par click karna hi.
Ab aapke saamne next page khulega jisa ki neeche image me dikhaya gya hi.
Issme aapka added bank account dikhayega. Aapko apna bank account select karna hi. Payza aapse REASON OF WITHDRAW puchhega. Mi toh payment of utility ko choose karta hu. Aapko vo choose karna hi jo aapke liye jaroori hi. Phir aapko wo amount dalna hi jitna ki aap nikalna chahte hi.
Next button par click karna hi, information verify karna hi, details ko confirm karna hi & apna transaction complete karna hi. 3-4 din ke ander ye amount aapke bank account me transfer ho jayega.
3 comments
agar mere payza account mein jo paise hain wo bank account main lene ke liye apna bank account net banking se connect karna hoga?
Thankx dost
Thanks friend
EmoticonEmoticon