Showing posts with label Adsense. Show all posts
Showing posts with label Adsense. Show all posts

Paise Kamane Ke Top 2 Tarike in Hindi | घर बैठे ऑनलाइन पैसे कैसे कमाए

Yadi aaj tak aap facebook, email, twitter aur others websites ki use sirf apne entertainment aur time pas ke liye karte the toh mai aaj aapko Internet se paise kaise kamaye ( How to make money online) ka tarika batane ja rha hu. Aap ko internet par utne der hi kam karna hi jithne der ki aap roz apna entertainment karte hi agar aap chahe to apni marzi se kitne bhi der kam kar sakte hi. Aisa karne se aap paise kamane lagenge aur aapka gyan bhi badhega. Paise kamane ka ek tarika ye hi ki aapke pas jo gyan  hi wo dusre tak pahucha ke ya phir ek blog bana ke logo ke iss baare me batake bhi kama sakte hi. chalo dosto ab mai aapko internet se paise kamane ka tarika batata hu.



Google Adsense se Online Paise Kamaye (Online Money Making by Google Adsense)

Google Adsense dunia ka sabse jyada paise batne wala ads Network hi. Iss ads network ko join karne ke liye aako pahle ek blog banana hoga aur uspar bhut saare post likhne honge. Uske bad aap adsense ke liye apply kar sakte hi. Aapko jab google adsense ka aproval mil jayega tab aap apne blog pa google adsense ads code apne blog post me laga sakte hi. uske bad aapke blog me ads chalna sure ho jayege. Aap paise kamane lagenge. Google aapko ye paise every month pay karte hi. jo ki sidhe aapke bank account me ate hi. ya phir aapke ghar pe google check pahuchta hi. But iske liye google ki ek sart hi ki Jab aapke adsense account me 100$ ho jayenge uske bad hi vo aapko pay karega.
Agar aapke account me iss month 95$ hi to google aapko paise nahi bhejega. Jab tak aapke account me 100$ nahi ho jayega tab tak google aapko pay nahi karega. Agar next month me aapke account me 100$ ya us se adhik ho jaye to google aapko pay kar dega.
इंटरनेट से पैसे कमाने के Top 2 तरीके – Make Money Online by Top 2 Ideas


Read Also

Ghar Baithe Online Paise Kaise Kamaye 

घर बैठे ऑनलाइन पैसे कैसे कमाए


Affiliate Marketing se paise kamaye (Make Money By Affiliate Marketing)

Aaj kal log affiliate marketing se bhi accha paise kama rahe hi. Affiliate marketing aaj kal kafi acchi income ka jariya banta ja raha hi. Lakho log is tarike se paise kama rahe hi. aaj kal affiliate markaiting ke dvaara har badi company apane affiliate ko paisa detee hai jo graahak ko apana samaan online bechatee hai. aur har badee company apana samaan online bechane lagee hai jaise – flipkart, Ebay, amazon, yaipmai, snapdeal, homeshop18, booking.com, vi, make my trip, yatr.com, bigrock, hostgator, arvixai, bluaihost aur bhee bahut saaree company hain. aap ko na to in ka producht bechana hai aur na hee customer banaane hai, aap ko bas in Websites mein ja kar aapana affiliate Account kholana hai aur vahaan se unake product ke advartisment  ko apane blog mein lagaana hai, Advertisment lagate hee aap ke blog mein un ka ads shuroo ho jaega, aur jab bhee koee visitor us ads par Click karata hai to vah visitor seedhe  hi Website mein chala jaata hai vahaan jaakar yadi use koee bhee producht pasand aata hai aur vah use khareed leta hai to aap ko vah company us producht ki total keemat ka 10 se 50 ya us se bhee jaada % aap ko deta hai jo aap ke Account main usee time aa jaate hain.




Read Also

Ek नोट Aapko करोड़पति Bana Sakta Hai


Tags: Internet se paise kaise kamaye, hindi me blog kaise banye, how to make money by internet , apna blog kaise banaye. youtube par account kaise banaye. Youtube se paise kaise kamaye. hindi me blog likh kar paise kaise kamaye, how to earn money by google adsense, apne website par ads kaise lagaye, how to apply google adsense code in my website, how to earn money by blog in hindi, best blog kasie likhe, apni website par traffic kaise creat kare in Hindi, 

Every Blogger Must Know 5 Google Adsense Content Policies Guidelines in Hindi

Adsense content policy ke baare me padhe: Agar aap google adsense se paise kamana chahte hai to aapko ye pata hona chahiye ki google bad product ko promote karne wali 50,000 sites and unwanted content share karne wali 10,000 sites ko band aur 5,000 accounts ko suspend kar chuka hai. agar aap ek adsense publisher hai to aapko ye pata hona chahiye ki adsense kis type ke content par ads allow karta hai aur kis type ke content par ads allow nahi karta hi aur kis type ke content par adsense band ho sakta hi. Iss post me mai aapko iss ke bare me detail me bataunga. Ye jankari har adsense user ke liye jaruri hai.


Read Also:
Ghar Baithe Online Paise Kaise Kamaye घर बैठे ऑनलाइन पैसे कैसे कमाए

Ek नोट Aapko करोड़पति Bana Sakta Hai


Adsense Kis Type Ke Content Par Disable Ho Sakta Hai - Adsense Content Policy in Hindi
Adsense ki content policy kya hi? Adsense ka violation karne ke baare me mai jo batane wala hu ye rule adsense publisher ke liye hi. Isse aapki site ke value bhi badegi.
Every Blogger Must Know 5 Google Adsense Content Policies Guidelines in Hindi

Recreational drugs and drug-related content:
Google drugs aur drugs related content ke khilaf hi. Google iss tarah ke content ka promotion nahi karta hi aur aapko bhi iss tarah ke content ko post and share nahi karna chahiye. Iss type ke content ke wajah se aapka adsense account bhi suspend ho sakta hi so be carefull.

Adult content:
Appko apni site par pornography images, games, sexually gratifying content, health tips etc. type ke content post nahi karne hi. Iss type ke content par aap adsense ke ads use nahi kar sakte hi. Iss type ke content par google adsense ads allow nahi karta hi so ignore this type of content.

Tabacco Related Content:
Tabacco ke baare me aap sab jante hi hai ki ye kya chiz hi jaise Bidi, Cigars, Cigarettes etc. Iss type ke kisi bhi product ka promotion karne wali site adsense ka use nahi kar sakti hi.

Hacking and cracking content:
Agar aap apni sites par hacking aur cracking ki information share karte hi toh aap adsense ads ko apni site par nahi dikha sakte hi. mai janta hu ki iss tarah ke content se jyada traffic creat hoti hai par ye tarika sahi nahi hi so don't try this way

Read Also:
Youtube par Account kaise banaye aur Paise kaise Kamaye
Youtube par Video Upload kaise kare Hindi jankari

 youtube par account kaise banaye 
Youtube Partner Kaise Bane (How to become a youtube partner) or Apni Videos Par Ads Kaise Dikhaye

Compensation Programs:
Compensation programs ke under wo sites aati hi jo apne customers se servey complete karne, email read karne jaise work karwati hi or payment ka wada kar payment nahi karti hi, Google inn sites par adsense allow nahi karta hi so be aware.


Conclusion:
Appko  uper bataye gye jankari me se koi iss type ka post hi to use turant apne blog or website se delete kar dijiye kyonki last some year google iss taraf kam dhyan de rha tha lekin ab wo iss tarah ki sites to search kar use suspend kar rha hi so apni site se iss type ke content ko jald se jald delete kar de kyon ki ye aapki earning ko rok sakti hi.


Tags: Google Adsense Kya hai or kaise usse paise kamaye jate hai uski puri jankari. Google Adsense se paise kamane ke liye kaise or kya karna  Google AdSense Se Paise Kaise Kamaye Blogging Tips  Google Adsense Kya hai or kaise usse paise kamaye jate hai ke tarike ki jankari.Google Adsense se paise kamane ke liye kaise or kya karnaGoogle Adsense se paise kaise kamaye hindi me sikhungaJaniye youtube se paise kaise kaise kamayeyoutube video monetize kaise kare, ...Youtube Se Paisa Kaise Kamaye Full Details Hindi Me Youtube se paise kaise kamaye, how to earn money from youtubeYoutube se paise kaise kamaye wale tarike

Tubelight

Punjabi Songs

Munna Michael

Make Money